Tuesday 26 November 2013

The Importance of Women In Islam

A Madani Mukalima
Topic: The Importance of Women In Islam Part-2
By
Nigran-e-Shura, Haji Muhammad Imran Attari مدظلہ العالی
Watch This Thursday (November 28), Live on Madani Channel
You Can Record Your Calls at:
021-34942526
021-34942626


Friday 22 November 2013

Shan-e-Sahaba Hadees Sharif ki Roshni mein


YA RASOOL ALLAH MADAD


Before DawateIslami


Ae Ummat-e-Muslima ki Aurto!


Who Invented Rocket Technology?


Ghar Walon par Kharch

Farman-e-Mustafa:
Sabse pehle jo Cheez Insan ke Tarazo-e-Aamal mai rakhi jaegi woh Insan ka wos Kharch hoga jo usne apne Ghar walon per kiya hoga. (Al-Majmaa-ul-Ausat, Hadis 6135, Jild 4, Page 328)

#hadis #hadees #hadith #of #holy #noble #prophet #rasool #Allah


ALMADAD YA RASOOL ALLAH


Maslak-e-Ala Hazrat Salamat rahe


Fazail-e-AhleBait


Ziarat-e-Mustapha


Be Careful!


Treatment with the help of WATER

Mehfil-e-Naat aur Meelad ka Saboot


Ae DawateIslami teri Dhoom machi ho!


NAAM-E-MUHAMMAD KE FAZAIL


Sunday 10 November 2013

Mere PEER or unki aal olad pe NOOR ki barsaat ho...


Wah Hussain Wah !


abc stands for.................


Iqbal ka fazl-ur-Rahman aur munawwar Hassan se sawal


Example of doing Ghusl five times in the Day

* Example of doing Ghusl five times in the Day *

Sayyiduna Abu Hurairah narrates that the Holy Prophet (May Peace and blessing of Allah be upon him) said, 'Tell me, if someone has a stream flowing by his house and he does Ghusl (bathes) five times a day in that stream, will any dirt be left on him?' People replied that no dirt would be left. The Holy Prophet (May Peace and blessing of Allah be upon him) said, 'The five times daily Salah is like this. Allah removes all his sins. (Muslim Sharif, V1, P235, Tab'atuh Afghanistan)

#hadith #pak #hadis #hadees #excellence #salat #salah #namaz #prayer

www.ameer-e-ahlesunnat.net



Deobandiyo ki Yazeed sey Mohabbat

Deobandiyo ki Yazeed sey Mohabbat
-------------------------------------------
Ajeeb Teri Siyasat, Ajeeb Tera Nizam
Yazeed Sey Bhi Mirasim, Hussain Ko Bhi Salam!


Fatwa link:
www.darulifta-deoband.org/viewfatwa.jsp?ID=6134
Or
http://darulifta-deoband.org/showuserview.do?function=answerView&all=en&id=6134


Shaheed ki Qismein

*Shaheed ki qismein:

*Shaheed ki 3 qismein hain. Haqiqi, Fiqhi aur Hukmi.

1. Shaheed Haqiqi wo hai Jo Allaah ki raah mein qatl kiya jaye.

2. Shaheed Fiqhi use kehte hain ke Jo aaqil, baaligh Musalman jispar ghusl farz na ho woh talwar, bandooq wa ghyara kisi hathyaar se zulm ke taur qatl kiya jaye aur us qatl ke sabab maal wajib na huwa ho, aur na zakhmi hone ke ba'd koi fayeda dunya se hasil kiya ho, aur na zindo ke Shar'ei ahkaam mein se koi hukm uspar sabit huwa ho.

Ya'ni paagal, na baligh, ya hayz aur nifaas (MC aur bachchhe ki paydayish ke ba'd ki napaki wali) auratein aur junub (jinpar ghusl farz ho) agar qatl kiye jayein to woh Shaheed Fiqhi nahi, aur agar qatl se maal wajib huwa ho, jayse ke laathi se maara gaya ya qatl-e khata ke maar raha tha shikaar ko aur lag gaya kisi musalman ko, ya zakhmi hone ke ba'd khaya piya, ilaj kiya, Namaz ka poora waqt hosh mein guzra aur woh namaz par qudrat rakhta tha, ya kisi baat ki wasiyyat ki wo Shaheed fiqhi nahi.

Magar Shaheed Fiqhi hone ka matlab ye nahi ke woh Shaheed hone ka sawaab bhi nahi payega balke iska matlab sirf itna hai ke usey ghusl diya jayega, jabke shaheed fiqhi ki Namaz-e Janaza to parhi jayegi magar usey ghusl nahi diya jayega wayse hi khoon ke sath dafn kar diya jayega, aur jo chizein kafan ki qism mein se nahi hongi wo utaar li jayengi, jayse Zirah, Topi aur Hathyaar waghayra, aur agar Sunnat Kafan mein koi kami hogi to use poora kiya jayega, Payjama nahi utara jayega aur saare kapre utaarkar........

....agle page par


Yom-e-Aashora Ki Khasosiat!


How to Open Dawateislami's website


Yun kaha karte hyn Sunni Dastan-e-Ahle-Bait


Sunni Ittehad Council Fatwa about hakeem-ULLAH mehsood

The Message of Dr. Iqbal