Thursday 6 March 2014

KHALIFA E KHWAJA GARIB NAWAZ SULTANUT TAARIQIN HAZRAT SAYYEDNA SUFI HAMIDUDDIN NAGORI ka Mazar Mubarak

~~~~~Urs Mubarak KHALIFA E KHWAJA GARIB NAWAZ SULTANUT TAARIQIN HAZRAT SAYYEDNA SUFI HAMIDUDDIN NAGORI Radiyallahu Anhu (28, Rabiul aakhir, Mazar :- Nagor Sharif, Rajasthan)~~~~~

>>MAZAR PAR JAANE KE MUTA’ALLIQ SAYYEDNA KHWAJA SUFI HAMIDUDDIN NAGORI Radiyallahu Anhu KA AQIDA<<

>>Aap Farmaya Karte The Ke “Jis Shakhs Ko Koi Hajat Ho To Wo Meri Biwi SAYYEDA KHADIJA (Rehmatullahi Alayha) Ki Qabr Par Ja Kar Arz Kare Kyunki Aapne Kisi Hajatmand Ko Apne Darwaze Se Mehroom Nahi Kiya....(Sultanuttarikin P.No.93)

>> SAYYEDNA KHWAJA SUFI HAMIDUDDIN NAGORI Radiyallahu Anhu Ke Is Farman Se Unka Aqida Bilkul Saaf He Ke Allah Ke Mehboob Bande Apni Qabro Se Logo Ki Haajate Puri Karte He. Musalmano Ko Chahiye Ke Wo Apni Hajato Ke Liye Allah Ke Valiyo Ki Qabro Par Jaae Aur Unse Faida Hasil Kare...

(Buzurgo ke Aqide)


2 comments:

  1. AsSalaamuAlaikum,

    Hazrat Sultan ut Tarikeen (r) Mere Nana Hazrat ke Jadde Ala (Great Ancestor) Hain. I have been told by my Nana Hazrat that their Shajarah e Nasabi goes back to Hazrat Farooq e Azam (r), and Shaykh Abdul Haq Muhaddis Dehlwi (r) in his book Akhbar ul Akhyar said that Sufi Saheb (r) descended from a Sahabi named Zayd (r). I see that your article and photos have SYED in front of Sufi Saheb's name. Do you have a shajarah/ family tree that mentions him being a SYED or have you put SYED out of respect, if yes, do you have proof/ reference of him being a SYED? Please reply as soon as possible as I am writing a book and I need references. Also, are you a descendant of Hazrat Sufi Saheb?

    JazakAllah Khayr,
    Syed Shah Kaleemuddin Hussain Quadri Chishti
    (Muzzammil Peer)

    ReplyDelete
    Replies
    1. Salam! Huzoor ye jo Sayyedena kaha jata hai is ka matlab hota hai "Humare Sardar".

      Delete